Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

afridi kee yeh tasweer achee hai. :k:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

aur yeh wali :imran:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Miandad dashing as always.

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Cricket :hinna:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:salam:…kaise mizaaj haiN sabhii ke? ummeed hai k sab Theek Thaak hoNge. :slight_smile:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:wsalam:
Ham sab theek thaak hain :alhamd:
Aap sunaiye…apne taraf k haal ahwal.

bas, Allah ka karam hai…abhii India se vaapsii huii hai…kohre [fog] se najaat mili. shukr Allah kaa. :slight_smile:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:hmmm:

Moderator banny par app ki taraf say aik thread canvas aur aur culture main due hai… :cobra:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

aa gaye... India mian ja kar kiya kiya... tafseeli dastan idhar bata dijiye...

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

https://fbcdn-sphotos-h-a.akamaihd.net/hphotos-ak-xap1/v/t1.0-9/10425515_798645900216602_7639568004501291868_n.png?oh=d30822361a01d7afa01bece50cce2877&oe=5553F78F&__gda__=1431387731_c615e936fcc2ef279d233b4f521514c9

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

@muqawwee123 @Howzat @Asif971
Yeh kiya horaha hia… :eek:

https://fbcdn-sphotos-b-a.akamaihd.net/hphotos-ak-xap1/v/t1.0-9/1509864_798639363550589_7169416183933472375_n.jpg?oh=37b79549e67822e55796b7c939bb96f9&oe=555C9164&__gda__=1431111213_8f7b774c8a7858bdef84790e709aa518

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

hamiiN so gaye daastaaN kahte kahte...dhundh se peechhaa chhooTaa, laakhoN paaye! :)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

How was your trip ?

Pora mahena para hai:@:

Theek thii alHamdolillah…bas, train aur plane kaa nizaam saaraa darham barham thaa kohre kii vajah se…merii train AligaRh se Allahabad 44 ghanTe [almost 2 days] late thii…:mad:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

All’s well that ends well :slight_smile:

right! :)

why do you have double posting every time?