Mujhay aap ki shaadi kay plans par shadeed tahffuzaat hain.
Aur main DemaanD karta hoon keh agar kabhi aisa moqa’ aa bhi gaya, to aap ko pehlay GS say resign daina paRay ga.
Mujhay aap ki shaadi kay plans par shadeed tahaffuzaat hain. :emmy:
Aur main DemaanD karta hoon keh agar kabhi aisa moqa’ aa bhi gaya, to aap ko pehlay GS say resign karna paRay ga. :snooty:
Aap kay sawaal ka javaab iss gaanay main chupa hai.
Dhola azlaan tu Raishmaa tairi
Tair Vanjlee saukan mairi
Te Allah karay TuT jaavay
Te Allah karay TuT jaavay
Between all your paRhaakupan and all the trolling on GS, aap kay paass azdavaaji zimmedaariyaan nibhaanay ka waqt nahi bachay ga.
To iss sh'air main vanjlee alaamat hui aap ki doosri massroofiyaat ki (GS and reading).
Therefore those habits will be your new bride's saukan and she will hate it.
You will have to give then both up !
Gald to warn you on what you are getting yourselves into. :D

I think one can keep balance if he wants. When there is a will, there is always a way out.