Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

aap kiya samjhe? Kundan Laal Sehgal to nahin samjhe? :hehe:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

… Agar pehlay jal kar raakh na ho ja’e to. :cb:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

haha jee mein wohi smjha tha :smack:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Ghareeb-e-watan udaass he rehta hai. :bummer:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

usne bhi bRe boring se dukhi geet gae the. wo kiya tha ;jab dil hi toot gaya’ :cryb:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

tu to wadda ameer e shaher hai jaise

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

wo kehte hain na agar khuda ne shakal RaKhi sawant jaisi di ho to kam az kam baten Meera jaisi nahin karni chahiye :snooty:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Issi liyay to ye :bummer: emoticon lagaaya hai. :smilestar:

Aaj sab aik doosray kay zakhmon par namak lagaa rahay hai. :hoonh:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

waise ye gana suna hai aapn ne ‘tera kisi pe aae dil, tera koi dukhae dil’ :khumar:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

BaiRa Gharaq, on both counts. :smack:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Bus kiya kre :frowning:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Tu bhi phaiphRa thaam kay
Mujh say kahay keh haa’e dil

Jaa apni hasraton pay
Aansoo baha kay saun ja :hinna:

FiTTay Munh

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Main to jala aisa jeewan bhar, kiya koi deep jala hoga

Lakh di laant WAPDA uthe

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

yani ke iss geet jaisa haal hai…

Jaadu Sa Chhaane Laga - Dil Kya Kare (720p HD Song …

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Na tairi subhain, na tairi shaamain
Tiray jaisa, iss dunya main, koi akaila kya ho ga

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

waise aajkal jab bhi main KKF ke baare main sochta hoon, mujhe ik Pakistani song yaad aata hai. boojho to konsa? :rotfl:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

LOL

TS boojho to jaanen :wink:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Ameen

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:welcome: to the forum

Bahawalpur mean Saraiki speaking?