Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Cool Pic. Khan Sahib SusraileoN MaiN Ghiray Hoye. Where is Khan’s sisters aka Reham’s Nands ?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Woh Kahtay HaiN Na “Bad Acha Budnaam Bura” :hinna:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

:wsalam:

Hum Tou Uth Ker Dobara Sonay Key TayyarayaN Kar Rahay haiN Aab :smiley:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Susat log. :emmy:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

aap log zara ye thread mulahiza karen :rotfl:

Colorful Lizards and Snakes

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

JinhooN Nay Abhi Tuk 500 Naheen Kiye :stuck_out_tongue:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:salam:

kya haal ha saab ka???

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:khumar:

:salam: utho jago poetry walo :chai:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:wsalam:

loog utho k b kya kare gy.. saab sust hain.. lol

:mirch: thanda pani phenk dain

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Dialogue chor. :emmy:

Achi bat chori krni chahye :snooty:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Kya zamana aa gaya hai. :nahi:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:wsalam:

uthna mana hai

Main nahi kehta sardi kehti hai:sunnyboy:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Thiree see sardee say dartay hain. Aaj yahan snow parnee hai.

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

chaai pi sakte hain
qahwa pi sakte hain

rizaai/kambal se ek aankh nikaal k tv bhi dekh sakte hain

karne ko to boht kuch hai

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Aapko aadat hai

Humein is cheez ki aadat nahi

yahan k log agar ek din suraj ko na dekhein to kehte hain

"Suraj chaachu kho gaye...suraj chaachu kho gaye"

magar Aapka to chalta hai