Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
ok thik hay, kahan?
nine-zero per aur kahan. wahin to hota hai Bhai ka khitab

or abhi poonay baara ho rahay hain yeh theek hai ? ya yeh bhi sirf poonay hota hai ? naraz
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
^ ponay baara, sahi. lekin postnay ka maqsad?
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
nine-zero per aur kahan. wahin to hota hai Bhai ka khitab
bhai sirf rat ko baktay hain, mera matlab hay khitab farmatay hain.
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
^ ponay baara, sahi. lekin postnay ka maqsad?
maqsad to sawa ik ka bhi nahi tha
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
maqsad to sawa ik ka bhi nahi tha
timepass ka matlab aap ye to nahi samjhi k guzarta time waqtan fwaqtan posta jaye
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
bhai sirf rat ko baktay hain, mera matlab hay khitab farmatay hain.
to raat ko saRhe ek nahin bajta kiya?
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
timepass ka matlab aap ye to nahi samjhi k guzarta time waqtan fwaqtan posta jaye
main gs per aanay say pehlay dil damagh ko sula ker aatee hoon...
.na maqsad pata na matlab samjha
kia buk raha hon junoon khuda keray na samjhy koi
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
walikum salaam

fikar na karain, kisi ko samajh aata bhi nahi hoga mujhay yaqeen hay

bat yeh hai k
jub main apni baiztee khud ker raahee hoon to bilkul pasand nahi kertee dosra us ki himaayat keray hoounh

bta diya karain kab bizti karnay lagi hain kab serious hain, koi khas farak nahi pta chalta

yanii smilies ka istimaal kerron.?
post samjhna bhi ik Art hai ..woh seekhain..
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
aik hi dafa bta dain kya kya seekhna hay

khana pakana ..seena parona..jhaaro poocha ,, kapray istree kerna . sahee teyh lagana ... wagera wagera .. chalain shuroo kerain seekhna
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
^ aaj kal esay model nahi aatay

kion ..tariq road say bhi nahi miltay ?

nahi, urdu bazar main miltay hain, sirf kitaboon main

nahi na umeed iqbaal apni kasht -e-weeran say
zara nam ho to yeh mitti bare zarkhaiz hay saqee
lolzz