Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

NaheeN Aaj Aik Mineral Water Key Aik Bottle Company Key Tarf say Mairi Table Per Moujoud :smiley:
Tissue MaiN Nay Kafi Jama Kar LIye HaiN :stuck_out_tongue:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Petrol Tou Buht Sasta Ho Gia Hay Phir Bhi ?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

chalo mabrook

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

sasta hua hai muft nahi:D

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:is:

Mufat He Samjh Lo 40 Rs sasta :emmy:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

aisa ghalat fehmi ka shikaar ho k kiya karna

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Aur Kitna Sasta Howa Hay ?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

UK mein bhi £1.30 /litre say £1.06 per aa gaya hai aur khayal hai kay chund dino mein under £1 hoga.

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Its mean now in Pakistan CNG ko Bye Bye

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

raat k sawa aik baj rahay hain. . .

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

^ sawa aik nahi bajtay, sirf sawa bajtay hain

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

^ sahe batain ? sawa do nahi bajtay?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

isko banday ko kon kon pehchanta hia…

https://fbcdn-sphotos-g-a.akamaihd.net/hphotos-ak-xap1/v/t1.0-9/10362936_783752471705945_5757481619532330215_n.jpg?oh=78477e629f5d3bf5b13adf36a7b67f6a&oe=552B77B7&__gda__=1430005355_e1a3425703933d606ce6b10b10ac3679

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

sawa do sawa do hotay hain, lekin sawa aik kuch nahi hota, sirf sawa hota hay

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

kon hai?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

ponay aik... saaRhe do

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

nonay pooN

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

saaRhe ek baje

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

ok thik hay, kahan?