Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

kal itni afwahen phelin ke sab ne tank full karwa die. main to subh gaya. 20 litre to tha gaRi main… 5 din nikal jate.. lekin phir bhi ihtiyatan full karwa dia. shareefon ki shar-afat ka kiya bharosa :nahi: