Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
utho jago poetry walo, 500 toh ker loh. ![]()

utho jaog poetry walo, 500 nahin honay waley iss mahinay. ![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
![]()
aap ka yehi jazba raha to 492 to ho hi jaen ge ![]()
waise aaj gaRi ki tanki full karwane per Rs 1487 pe tanki ne chalakna shroo kar dia tha.
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Nikamay susat log. ![]()
Petrol sasta howa toh mulk say ghayab. Nawaz Zindabad.
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
kal itni afwahen phelin ke sab ne tank full karwa die. main to subh gaya. 20 litre to tha gaRi main… 5 din nikal jate.. lekin phir bhi ihtiyatan full karwa dia. shareefon ki shar-afat ka kiya bharosa ![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Jiss mulk mein Khakani jaisay nikmay minsiter hon wahan yeh toh hoga. Chawal nay resign bhi nahin kiya. Bey ghairat.
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
usne to malba Abid Sher Ali ki ministry pe dala, aur usne awaam per ke wo bijli ke bill nahin dete ![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Choron kee hukumat hogee toh yehi hoga.
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
ek chor ne to Darwin ki theory bhi paRhai kal . Ishaq Dollar… Issac Newton ka bhai ![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
family cabinet ka eham member
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
![]()
Oh thank Gia Fantacy League Key Entries kar Kar Kay ![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Lagta Hay Aab Petrol 01 February Kay Ba’d He Milay Ga :frusty:
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
:hehe:
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
aap kiyun halkaan ho rahe hain UAE main beth kar
Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Pak mei logo nay patrol peena shuru kar dia hai shayad
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Petrol Car Ka Kia Faida Ab ![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
khair ab halaat qaboo main hain kafi had tak

I don't think So. One of my cousin is in some oil company so my whole relatives and neighbors taking his name and filling their vesicles easily.
Sub profit Kamanay Kay Chakr HaiN. Govt has completely failed in this situation.
@ehsan uncle 500 maine kar liye, 1000 aap karen