Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:wsalam:

aap ka yehi jazba raha to 492 to ho hi jaen ge :hehe:

waise aaj gaRi ki tanki full karwane per Rs 1487 pe tanki ne chalakna shroo kar dia tha.