Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Woh Aik Quote Suna Ho Ga
**Mooti Ager Keechar MaiN Bhi Gir Jay to Mooti (pearl) He Rahta Hay Aor
Ager Gard Ager Aasman Par Bhi Charh Jay to Gard He Rahti Hay **
Project khatam Ho Raha Hay Tamam Loog Demob Ho Rahay HaiN Aor Allah Mujhay Maaf Karay aisay Aisay Loog Administration maiN Phuncha Diye Gaiy HaiN JinhooN Nay Khawab MaiN Bhi Nah Socha Tha. Pahlay Chai K liye milk Band Howa, Phir water bottels aor aaj Wash Rooms Ka Paani Bhi Khatam ![]()
Sirf maiN Aik Pagal HooN Jo Jhagra Kar Kay Sub Ka Bhala Karwata Tha leekiN 2015 maiN MaiN nay Wada kia hay kuch naheeN bolooN Ga aor yaqeen KaraiN Kahssi Loog chup Kar Kay Baithay HaiN ![]()
Ya Allah Aor Kitna Bardasht KarooN ![]()