Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Nigraan e aala e shayeri o saqafat @muqawwee123

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:hehe:

Aap un k wazir

Wazir baraye tameeri amoor e shayeri

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Urdu Key Classes Attend Key Ja Rahi HiaN Kia aaj Kal :hmmm:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:nahi:

angraizi ka libada utaar k urdu mein ghusne ki koshish kar raha hoon

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Bari Naik Soch Pai Hay ? Iss Tabdeeli Key Wajah ?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

logon ki baaton ki samjh nahi aati thi

bole to urdu k kai alfaaz se aashnaai na thi

aur punjabi bolne mein waise hi maza aata hai

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

aaj kaam pe nahin jana smuggling karne?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

somwaar

bojhal dimaag

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

aaj smuggling ka nagha hai?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:hehe:

aaj to sone ka mann ho raha hai

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Mairay Sabr Ka ImtiahaaN :sadaf: MaiN Nay Kaha Hay Kah Ghussa NaheeN KarooN Ga leekin Ghatiyaa Loog :aj: Zardari Nay Bikul Theek Kia sub Kay Sath

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:mirch:

per huwa kiya? ye to sab ko pata tha ke wo din bhi aae ga jab Zardari ki tareefen hongi

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Oye Thakur baat suno

agar Main shaadi ka sochon to Aap Mujhe kiya do ge:5:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

naik duaen. dhoodho nahao. phooto phalo.

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

oh waah

maza aa gaya

pass huye k fail??

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Koi laakh 2 rupae kaise rahein ge:hmmm:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

munasib kar lo… shadi ka gift le rahe ho ke tawaan le rahe ho aghwa-shuda ko choRne ka

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

bare logon se bari baat ki jaati hai

agar kuch aur kahoon to Aap ne kehna

chote log choti baatein

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Woh Aik Quote Suna Ho Ga

**Mooti Ager Keechar MaiN Bhi Gir Jay to Mooti (pearl) He Rahta Hay Aor
Ager Gard Ager Aasman Par Bhi Charh Jay to Gard He Rahti Hay **

Project khatam Ho Raha Hay Tamam Loog Demob Ho Rahay HaiN Aor Allah Mujhay Maaf Karay aisay Aisay Loog Administration maiN Phuncha Diye Gaiy HaiN JinhooN Nay Khawab MaiN Bhi Nah Socha Tha. Pahlay Chai K liye milk Band Howa, Phir water bottels aor aaj Wash Rooms Ka Paani Bhi Khatam :aj:
Sirf maiN Aik Pagal HooN Jo Jhagra Kar Kay Sub Ka Bhala Karwata Tha leekiN 2015 maiN MaiN nay Wada kia hay kuch naheeN bolooN Ga aor yaqeen KaraiN Kahssi Loog chup Kar Kay Baithay HaiN :frusty:
Ya Allah Aor Kitna Bardasht KarooN :bummer: