Re: Timepass-Jan 2013
Shukar hai Mera moti salamat hai ga:hypo:
Re: Timepass-Jan 2013
Shukar hai Mera moti salamat hai ga:hypo:
Re: Timepass-Jan 2013
Hain ji???
Re: Timepass-Jan 2013
![]()
Re: Timepass-Jan 2013
![]()
Re: Timepass-Jan 2013
You haven’t said that…
OMG you have actually ![]()
Ahoo Jee
Re: Timepass-Jan 2013
Bhai jis main aasra hoga ussi se khwahish karoonga na
croron khawahishein aisi k.......
Re: Timepass-Jan 2013
…aisa nhi howa, Main ny kabhi patang nhi loti
Re: Timepass-Jan 2013
phir kia gaind lene gaye the, aur kisi ne aap ko chhakka laga dia
Re: Timepass-Jan 2013
jab abba ne qom main se kuri chunene ko kaha tab
qaum se wohi matlab tha k rishtedaaron mein se kisi ki
Re: Timepass-Jan 2013
Asif 4 ki ejazat hy…Aik bengali sahi…![]()
Re: Timepass-Jan 2013
patang lootne gaye honge, khud lut ke aa gae
Mujhe bhi ek dafa shauq charha tha patang urane ka
urani aai nahi
Urane ka time nahi mila
so moti shareef k hawale kar din
Re: Timepass-Jan 2013
qaum se wohi matlab tha k rishtedaaron mein se kisi ki
matlab aap ko shakeela, aqeela, aneela, vaneela
aur
rukhsana, Rizwana, durdana, farzana, dawakhana
main se choice karne ko kaha gaya
Re: Timepass-Jan 2013
phir kia gaind lene gaye the, aur kisi ne aap ko chhakka laga dia
Ye Picture to door sy hi nazar aa jaati hy...............
Re: Timepass-Jan 2013
![]()
Maine kab kaha
Maine kuch bhi nahi kaha
sirf yehi k moti shareef ko kuch na ho jaaye
zehrele logon ko kaat k
Re: Timepass-Jan 2013
Mujhe bhi ek dafa shauq charha tha patang urane ka
urani aai nahi
Urane ka time nahi mila
so moti shareef k hawale kar din
mujhe bhi nahin uRani aai.. lekin ek baRa sa baans ka danda paRa huwa tha chhat pe.. mere cousin aur hum sab bachon ne uss dande se wo dehshat phelai ke sab ne doosri simt patangen uRana shroo kar din :D
Re: Timepass-Jan 2013
Ye Picture to door sy hi nazar aa jaati hy...............
konsi picture/ Ishq to ghaat laga ke bethta hai.. aap gaind lene jae aur wo kapRe sukhane aa jae
Re: Timepass-Jan 2013
![]()
Yahan ek nahi ho rahi
Aap 4thi pe ponche huye hain:smack2:
Re: Timepass-Jan 2013
target baRa rakho, choti moti achievement mil hi jae gi.. ehsan uncle ka signature paRh lena
Re: Timepass-Jan 2013
Naahi
bola gaya hai k koi dekh lo
choice apni apni:smokin:
Re: Timepass-Jan 2013
Kuch ghalat keh diya…Patang ki simt ka ta`alluq to hawa ki simt sy hota hy…?![]()
Aap k ghar k nazdeek Urana chooR di hogi…![]()