Re: Timepass - February
Me 2 neend hi nahi a rahi :D
shonali sab se bore wali book perho ja k
Re: Timepass - February
Me 2 neend hi nahi a rahi :D
shonali sab se bore wali book perho ja k
Re: Timepass - February
yeh aaj kisii ko neend kiuN nahiiN aa rahii? kia chamatkaar ho gayaa? :D
Re: Timepass - February
wohi wala ![]()
hona to ap k sath chaiay tha
Timepass - February
Chalo book parne se better im going to sleep :D
Waise bhi raat ke 2.30 ho gaye :o
Kal uthon gi Kaise :(
Timepass - February
Haha KKF
Yeh Sab GS ki wajha se Hai ![]()
Its like Smoking ek Baar lag jaye choota nahi ![]()
Re: Timepass - February
kahan rehti ho
Timepass - February
Germany Rehti hoon
Aap kahan Rehti ho?
Re: Timepass - February
mere saath VO waalaa kiuN hogaa?
maiN koii laRkii huN! :cb;
yup…good idea…so jaao…have pleasant dreams…agar nightmares aayeN to samajh lenaa k maiN tumhaare moHalle se guzar rahaa huNgaa
![]()
Re: Timepass - February
KKF
vo kia
es dafa canada aa k b mene koe larki nahi dekhni ap k liay
Timepass - February
Lol KKF
aapka Nuksaan ho ga cause so boring here :D
Re: Timepass - February
me bhi yahin SAMADRON me ![]()
Re: Timepass - February
aaaaaaaaaaaawwwwwwww…is baar itnaa zulm na karnaa…vaise, maiN Canada meN huNgaa hii nahiiN…maiN to jaa rahaa huN New Zealand!
udhar aanaa ho to bataanaa ![]()
Timepass - February
Hmm ok jiia
Waise how Old r u all ??:)
(If u dont mind 2 Tell)
Re: Timepass - February
aaaaaaaaaaaawwwwwwww...is baar itnaa zulm na karnaa...vaise, maiN Canada meN huNgaa hii nahiiN...maiN to jaa rahaa huN New Zealand! :) udhar aanaa ho to bataanaa :)
nahin es august ham pak ki garmi k maze lengy :K337:
Re: Timepass - February
![]()
Timepass - February
Lol was Asking cause janna chahti thi ke aap sab Log meri umar ke ho:)
Aur aap Logon ke tajurbat mujhse zada Hain Yan nahi :)
Re: Timepass - February
![]()
Re: Timepass - February
tajurbe ka taluq umer se nahi hota:)
kae log UMREN GANWA K B KUCH NAHI SEEKHTE ![]()
Re: Timepass - February
Jiia 50 ki ha
Re: Timepass - February
nahin es august ham pak ki garmi k maze lengy :K337:
really? wow! par Zardari se bach ke rahnaa...sunaa hai vo elections haarne ke ba'd mafia boss banne waalaa hai jiske under Karachi ke saare jeb katre logoN kii jebeN kaaTeNge! :D
Lol was Asking cause janna chahti thi ke aap sab Log meri umar ke ho:)
Aur aap Logon ke tajurbat mujhse zada Hain Yan nahi :)
Jia kaa to nahiiN pataa par maiN to buDDhaa huN! :)