Re: Timepass December 2014 (Bheega Huwa Mosam)
nut gir gaya hai jisme paich kassaa jata hai, wese to lappi compact hota hai motherboard pe nahi jaa sakta, but agar chala gaya to bohat nuqsandeh hosakta hai, short circuit hogaya Khuda na Khasta to power supply aur motherboard ki main chip urr jaegi, agar nikaal hai to himmat karein aur nikaal dain mushkil kaam nahi hai..
You just have to un-screw 10-12 screws…