bas aise hi hai, naam to caste aur khandaan ka hi aayega naa ;)
mere laptop k right hinge connection sy aik screw nikal gaya hy or thora sa open ho gaya hy.Screw loose hy fix ni ho raha tilt krti hun to to kisi cheez ki awaz ati hy.Kia karun? itni si bat k liye repair krwana pary ga?

naaaaaa, ye to masla hi nahi hai, bas aik kaam karein, us paich ko nikaal lein, and iski jo width hai us se halka sa mota screw leke qass dein, size dekhein kya hai, paich to ghar me hazaron mil jaengay

Good idea me try krti hun laikn andar kia gira hy?

nut gir gaya hai jisme paich kassaa jata hai, wese to lappi compact hota hai motherboard pe nahi jaa sakta, but agar chala gaya to bohat nuqsandeh hosakta hai, short circuit hogaya Khuda na Khasta to power supply aur motherboard ki main chip urr jaegi, agar nikaal hai to himmat karein aur nikaal dain mushkil kaam nahi hai..