Timepass-December 2013

Re: Timepass-December 2013

Wohi wala :rotfl:

mera us ko kehna ka matlab bona nahi tha .. wo charater mujhe bohut passand hai aisi harkatein kerta hai …
mere combo kyun banney gey mae ney kerney hain 1x 2x 3x :cb:

sara gussa micro pey :omg:

mujhe app ka micro kaam abhi yaad aya hai yaad hi nahi rehta :sid:

:cb:

bhaiya ka wo haal hu jaye ga jo Maya mae sharuk khan ke pichey kisi ney patkhey laga diye they shoes ke sath bandh diye they :omg: Sorry :stuck_out_tongue: