O Bhai ji KALA BAGH DAM ka paani India se nahi karakorum ranges se ata hai.. and more off suba Sarhad se.. ata hai :@:
India ka kya lena hai... india kya duniya aik taraf ye pani ruk hi nahi sakta... infact jo Ksunami aaya tha Pakistan me wo isi liye aaya tha... Manay na maanay Dam bana hota to kabhi ye Ksunami na aata :)
China ke mahireen ka bhi yehi kehna tha ke dam hota to bach jata sab kuch :)
ab koi maan'ne ke liye tayaar nahi to hum kya ker sakte hein :@:
india ladakh se aik tunnel bana hai indus river k pani k leay