Re: Timepass -April 2012
nashta kiye bagir ![]()
Re: Timepass -April 2012
nashta kiye bagir ![]()
Re: Timepass -April 2012
main to aaj nashte main gulab jaman bhi kha ke aaya hoon
Re: Timepass -April 2012
kali zuban wali koi na koi smiley ho gi tu zaror per abi search nai kar sakta main ![]()
Re: Timepass -April 2012
ye aap keh rahe hain ![]()
un k tu bachon ki b ho chuki hay ![]()
Re: Timepass -April 2012
awein sultan rahi kee tarah barkein na marein.
Re: Timepass -April 2012
sub chalta hai
Re: Timepass -April 2012
sub nai chalta sub chalta hota tu ab tak meri demand pori ho chuki hoti ![]()
Re: Timepass -April 2012
Uncle please aap innke liye kuch karen. Waise bhi shadi shuda hazraat dukhi hote hai, unki ghar main bhi koi nahin sunta ![]()
Re: Timepass -April 2012
Aisee “nikami” demands poori nahin kee jateen
Re: Timepass -April 2012
ye tanah kai aap ehsan uncle ko tu nai de rahe coz wo abi tak nashta ka intazaar kar rahe hain ![]()
Re: Timepass -April 2012
Samjhay thay kay shaadi kernay kay baad biwi per roub jamaoun ga, wahan bhi sub kuch ulta ho gaya aur biwi say rozana dand daput khatay hain. ![]()
Re: Timepass -April 2012
pir kon si demand pori ki ja sakti hain ![]()
Re: Timepass -April 2012
aap ki shadi ko kitne saaal ho ge hain uncle ![]()
Re: Timepass -April 2012
aap ki shadi ko kitne saaal ho ge hain uncle :@:
Itnay zayadah kay gintay howey bhi khauf aata hai.
Re: Timepass -April 2012
ban kernay kee.
Re: Timepass -April 2012
Gula Jaman nashtay main
mujhay inqilaab france yaad aa gia jub rotti nah milnay par awam ko cake khana ko kaha gia tha ![]()
Thread to aaj open kia hay aur udhar key do mod to mairay peechay he par jaain gaiay ![]()
haan jee
asal main main buhat naik aur seedha sadha hoon ![]()
haain
matlub Multi ![]()
Re: Timepass -April 2012
Itnay zayadah kay gintay howey bhi khauf aata hai.
aap dand daput wala arsa nikaal k bata dain :@:
Re: Timepass -April 2012
woh arsa nikal diya toh samjh loh shaadi hee nahin howee. ![]()
Re: Timepass -April 2012
Itnay zayadah kay gintay howey bhi khauf aata hai.
wese mashaALLAH
ALLAH aap ko hameesha khush rakhe ar sehat wali lambi zindagi ata farmaiye Ameen :-)
Re: Timepass -April 2012
wo b aap nai karte
aap k pass itni power hi nai hay k muje ya MM ko ban kar sakien ![]()