Re: Timepass -April 2012
![]()
Koshish ker kay dekh loh. ![]()
Re: Timepass -April 2012
![]()
Koshish ker kay dekh loh. ![]()
Re: Timepass -April 2012
jiti raho khush raho
![]()
ham sab alien hain ![]()
ham mars wale forum pe hain ![]()
ye VP lougo ko bohat zaida ignore b karte hain
aor qulfi b nai le k daite ![]()
Re: Timepass -April 2012
filhaaal tu aap ghussa shud ar red shud bane howe hain ![]()
lagta hay aap ko aaj b nashta nai mila ![]()
Re: Timepass -April 2012
kyo aap ne kis ko kali zubaan daini hay :@:
Nahin maine ek thread main post karni hai ;)
Re: Timepass -April 2012
Nashta tayyar ho raha hai. ![]()
Re: Timepass -April 2012
Muqawwee bhai say pooch lo ![]()
yaa’ni main to inn ko aag bagola kar doon ga ![]()
soch lain :cobra:
Re: Timepass -April 2012
aap sab alien kyon hain
mars wala forum kya hota hai
VP kis ko kahte hain
ignore ki urdu kya hai
qulfi khanay wali cheez hai kya
![]()
Re: Timepass -April 2012
Nahin maine ek thread main post karni hai ;)
red zuban wali hi kar dain filhaal :-P
Re: Timepass -April 2012
Lagta hai amnesia ho gaya hai. ![]()
Re: Timepass -April 2012
hope k raat tak aap ka nashta tayyar ho hi jaiye ga onchi naaak wale uncle ![]()
Re: Timepass -April 2012
Soch liya, bring it on. ![]()
Re: Timepass -April 2012
main nay showbiz main SRK kay diwanoon say bhi panga lay lia ![]()
Re: Timepass -April 2012
aap ka sar daba doon kiya ![]()
Re: Timepass -April 2012
Nahin gala dabba dein. ![]()
Re: Timepass -April 2012
main muqa bhai se kyo pochoon ![]()
wo already howe hain aaag bagola 2 din se un ko nashta jo nai mil raha ![]()
Re: Timepass -April 2012
aik baar phir soch lain
zara thanday dil-o-dimagh say :mirch:
Re: Timepass -April 2012
red zuban wali hi kar dain filhaal :-P
Nahin wo thread hi Kali zuban per hai.
Re: Timepass -April 2012
uss thread ka naam lainay say bhi zaban napak ho jati hay :nono:
Kia unn key bhi shadi ho gai hay aap key tarah
![]()
Re: Timepass -April 2012
Tabhi main sochon mere muhabbat bhare jumle pe Waleed ne
kiyun post kiya.
Re: Timepass -April 2012
kyo k mars mai sirf alien hi hote hain ![]()
jo forum mars pe ho wo mars wala forum hota hay ![]()
VP ehsan uncle ko kehte hain ![]()
ignore ki urdu hay nazar andaaz karna ![]()
ye tu muje b nai pata ![]()