Timepass -April 2012

Re: Timepass -April 2012

muje zaroorat nai hay :barbie:

Re: Timepass -April 2012

Karachi ka mosam aashiqana hai aajkal :barbie:

Re: Timepass -April 2012

Ye Adaaye Be-Niazi K Wo Mere Dil Ko Lay Kar
Bari Be-Rukhi Say Bolay, Kisi Kaam Ka Nahin Hay

Re: Timepass -April 2012

karachi ka nai balke RELIGIOUS … :omg:

Re: Timepass -April 2012

Dil Pay Ikhtiar Hota Tou Tha Magar
Ye Teray Ikhtiar Say Pehlay Ki Baat Hay

Re: Timepass -April 2012

.

Re: Timepass -April 2012

:emmy: aap TV pe headlines dekh len

Re: Timepass -April 2012

Ziad Hamid in PA :hayaa:

Re: Timepass -April 2012

hamre office mai TV nai hay wese b main ne apne reporter ko religious forum mai chorha howa hay :stuck_out_tongue:

Re: Timepass -April 2012

new multi of multi king :hayaa:

Re: Timepass -April 2012

Aap ka reporter slow hai :snooty: ladai kabul main ho rahi hai aur reporting Baghdad se :barbie:

Re: Timepass -April 2012

per khabar wo andar ki lata hay :stuck_out_tongue:

Re: Timepass -April 2012

:hat: :jazak:

Re: Timepass -April 2012

Muaqawwee123 kamzoor aqeeday key mailk go and read my post there :barbie:

Re: Timepass -April 2012

:lifey:
ab muqa bhai yaha se jane wale hain :@:

Re: Timepass -April 2012

jaise hi muqa bhai ne aap ko yaha daikha ho ga wese hi wo waha bhaag ge hon ge :@:

Re: Timepass -April 2012

Bolti band kar di hay main nay :lifey:

Allah pak ka lakh lakh shukar hay kah uss nay mujhay itni aqal di :slight_smile: baqi muqawwee bhai aur unn key fav aab bhi nah manay to main Allah say dua he kar sakta hoon :hinna:

Re: Timepass -April 2012

matlb aap empty head nai hain :crying:

Re: Timepass -April 2012

tou aur kia Woh Jiyaali banni barkain maar rahi thi aur main nay socha tha choro yaar koi faida naheen leekan kum uz kum apni baat to dosroon tuk phunchachi chahiye chahay woh manain ya nah manain …

Leekan main dobara sanjeedgi say soch raha hoon ka Quran ko Tafseer kay sath parha aur samjha jay :ahaa:

Re: Timepass -April 2012

main nacheez tou kuch bhi naheen leekan agar Allah chahay to :slight_smile: