Timepass -April 2012

Re: Timepass -April 2012

aap ko sirf like given ar received hi nazar hain aiye profile main :hmmm: lagta hay koi KHAASSS like the aap k :@:

Re: Timepass -April 2012

haan jee :smiley:

Re: Timepass -April 2012

wo b nai ho sakta ab :@:

Re: Timepass -April 2012

I"m saying No :omg: :rotfl:

Re: Timepass -April 2012

:stuck_out_tongue: :mocking:

lagta hay GS admins hamri flooding se tang a ge hain :@:

Re: Timepass -April 2012

IS bhai ko sab pata hai...............kahin IS bhai gs ke share holder to nahi..........:D

Re: Timepass -April 2012

like ka button kaheen aur aanay walla hay :shoaby:

Re: Timepass -April 2012

koi baat nai aap bookmark kar lain is post ko baad main like b kar laina :@:
wese b aap ne dil mai tu like kar hi liya hay tu wese like ki kaya zaroorat :@:

Re: Timepass -April 2012

:salam: utho jago poetry walo, dekho kya ho raha hai. :chai:

Re: Timepass -April 2012

:clap: :yahoo: :shoaby:

Re: Timepass -April 2012

Ye sazishi anasir itne khush kiyun hain :hmmm:

Re: Timepass -April 2012

sab aa hi jain ge hopefully . . . abi tu image upload mai b masla hay . . . :chai:

Re: Timepass -April 2012

:wsalam:
mujhay aaj kal hansi buhat aa rahi hay :omg:
aur main nay suna hay jub hansi aay to warning mil jati hay :rotfl:

Re: Timepass -April 2012

:wsalam: jite rahien khush rahien
ho raha nai balke ho gaya hay
aap thora late aiye hain :@:
PS: yaqeenan aaj b nashta nai mila ho ga :@:

Re: Timepass -April 2012

keonkah kaafi loog mujh say naraz hain aaj kal :shoaby: :yahoo:

Re: Timepass -April 2012

aap bibi ko DIL MAI NA LE JANA :@:

Re: Timepass -April 2012

kahanai ghar ghar key :omg: :rotfl:

Re: Timepass -April 2012

lagta hay aap ka BIBI pe dil a gaya hay :stuck_out_tongue:

Re: Timepass -April 2012

per mere paros k dono makan khali hain :@:

Re: Timepass -April 2012

muqawwee bhai mujhay marain gaiy :omg: unhoon nay tou pahlay he mujhay unn kay samnay thapar marnay key dhamki day di thi aur yah baat record par hay :omg: