billi sihkra par itna zulm mat keejiye..thoray dinon main hi aram-o-araiyesh ke adi ho gae hain.abbhi in ko thora waqt lage ga:hmmm: waisay bhi yeh hum say hamaray kaid ke dinoon main hum say bohat hi naik sulook kartay the .
Hamara dil kar raha hai keh hum in ko apni hukumat main say Life1 forum in ke hawalay kar dein.Wahan bohat se khawateen hain .bohat khush rahein ge wahan