Re: Timepass -April 2012
Sada chawal usse jhum log khana kehte hain…
waise I am big fan of sada chawal…i dont like biryani, pulao etc…
but chawal ke saath bhi problem hain main chwal sirf daal ke saath khata hun…
agar gosht,chiken wagera ho to roti is must…