Re: Timepaas
Imran bhai aap to bas “dil jalaaney ki baat kartey ho” …
… wesey koi baarish wala icon nahi hey aap ke paas? ![]()
Re: Timepaas
Imran bhai aap to bas “dil jalaaney ki baat kartey ho” …
… wesey koi baarish wala icon nahi hey aap ke paas? ![]()
Re: Timepaas
jee nai 2 saal main MBA, 2 saal main MSC economics (abi pehla saal chal raha hai)
aur 1 saal wala program abi nai bata sakti. wo doa karain Allah meri madad karay to inshAllah mera pora irada hai us ka :)
:-)
ALLAH aap ko kamyabi ata farmaiye aap k har naik maqsad ar muraad main :-)
Re: Timepaas
salam sab ko.
Re: Timepaas
hahaha. interesting ![]()
main ne bhi barish daikhni hai
yahan hoi thi lekin us time main so rahi thi ![]()
Re: Timepaas
main ne kaya dil jalana hay kesi ka ![]()
let me search
http://images.zaazu.com/img/Rain-animated-animation-rain-smiley-emoticon-000400-large.gif
Re: Timepaas
haha. mujy is forum pe ab meri mother ki kami nai feel ho rahi ![]()
ameen ![]()
Wsalam ap ko ![]()
Re: Timepaas
jite rahien khush rahien ustaad ji ![]()
Re: Timepaas
more rain wali smileys
http://www.sitevip.net/gifs/rain/1300_animado.gif
http://www.sitevip.net/gifs/rain/1301_animado.gif
http://www.sitevip.net/gifs/rain/1302_animado.gif
http://www.sitevip.net/gifs/rain/1303_animado.gif
Re: Timepaas
Baarish sey bach’na kon chaahata hey…koi bagheir chahtri waala icon hey? :@:
Re: Timepaas
hahaha. interesting :)
main ne bhi barish daikhni hai :( yahan hoi thi lekin us time main so rahi thi :(
:-)
dont u know
k jo sota hay wo KHOTA hay :p :@:
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
bheegiyaad ![]()
Re: Timepaas
jee KHOTA hai soti hai wo sirf soti hai ![]()
Re: Timepaas
Achi baat hey…ye forum aap ke kisi kaam to aaya ![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
Re: Timepaas
jee bilkul ye forum to boht kaam ka hai hamesha hi mere liye. jab koi friend sath ho to kabhi friends ki kami mehsos nai hoti lekin…:sigh:
Re: Timepaas
i like last one…blue rain wah wah
Re: Timepaas
IS aap to Icon Master heiN :)
Re: Timepaas
ab main kitchen main ja rahi hon is se pehlay ke daal jal jaye aur chawal ziada boil ho jain aur halwa ban jaye ![]()