Re: Timepaas
sb ko sanp kyo soong gaya hay ![]()
Re: Timepaas
sb ko sanp kyo soong gaya hay ![]()
Re: Timepaas
What about calling IS - Mardaana and IS Zanaana ???
Re: Timepaas
***Muhabbat bhi kya ajjab chay banai tu ne ay Khuda
Teri masjid mein tere hi banday rotay hain kisi aur ke leye …
Re: Timepaas
lagta hey sab marham-patti kar rahey heiN apni, apni ![]()
Re: Timepaas
*Yeh jo doobti hain meri aankhain ashkoon ke dariya mein
Yeh maati ke putloon per bharosay ki saza hai …
Re: Timepaas
is ko thora short kar lain like
IS-M
and
IS-Z
Re: Timepaas
main ne tu kesi ko nai mara
main tu acha bacha hon
![]()
Re: Timepaas
*Bas ek wajah apne darmeyaan kasheedgi ka sabab thehri
Mujhe chiraghon se pyar thaa aur us ke rabtay hawa’oun se thay …
*
Re: Timepaas
magar … where is IS-Z now ???
Re: Timepaas
lite chali gai ho gi ya pir ghhor farma rahi hon gi ![]()
Re: Timepaas
*Logoon ko dua ka kehnay se zeyada behtar hai
Aise ammal karo ke logon ke dil se ap ke leye dua niklay …
*
Re: Timepaas
Lagta hai mere aane se is mehfil ka rang pheeka par gaya hai, woh jang jo kuch lamhay pehle garma garam thee ab sard hoti nazar arahi hai …
Re: Timepaas
nai lagta hay waha lite waqi e chali gai hay cz pakistan main loadshading pir start ho gai hay ![]()
PS: main ab namaz parh lon
Re: Timepaas
main kaheen nai gai.
mera net thora bemar ho gaya hai. thora slow slow kaam kar raha hai ![]()
Re: Timepaas
main to yahan hi hon bhai ![]()
is mehfil ki ronaq ![]()
Re: Timepaas
Jazakallah, aap namaz parh kar mere haq mein zaroor dua keejeyeyga !!!
Welcome back, lagta hai drinks break khatam hogae and you are back to action … ![]()
Re: Timepaas
Amal
Aap kahaan gayyab hogaye hain? Weekend kaisa guzar raha hai aap ka ?
Re: Timepaas
Office meiN ![]()
Re: Timepaas
yesh i m back. ![]()
ap amal bhai se to poch rahay hain un ke weekend ka. ap ka weekend kesa guzar raha hai ![]()
Re: Timepaas
![]()