Timepaas

Re: Timepaas

**Allah ka karam hai…zinda ba-dast e murda jiye jaa rahaa huN … laa-ubaalii o be-fikrii ke din haiN lol :smiley:

oh oh…to, vo u ke sar pe malak ul maut ban ke manDraa rahii haiN…aisa kareN us bechaarii ko ek adad nayaa lappy dilaa deN :slight_smile: mushkil aasaan…

jalle jalaal tu, aayii balaa ko Taal tu :cb:**

u banaayenGii na aur kaun :smiley:

Re: Timepaas

g bilkul KKF,muj say sdha khara nhi ho sakta i kow mi hi bnaongi

  JIIA taray LONDON nay sub bal diay nikal

  muddat say arzu thi k seedha karay koe

ALLAM IQBAL say sorry k sath

Re: Timepaas


waah Jia, waah! kia baat hai...ab to shaa'irii shur'uu kar dii...mashaa Allah....keep it up...u've incurable shaa'irii virus in u...mubaarkaaN :D

Re: Timepaas

iqbal toh roh raha hoga. :)

Re: Timepaas

Ola me amigos :chai:

Re: Timepaas

**yeh ole kis pe paRvaa rahii haiN sar-e-shaam :D?

salaam…kaise mizaaj haiN hispaani logoN ke? :D**

Re: Timepaas

LOL ap nay sir mundwaya hai jo ole yaad arhay hain :faizy:

mai achi hooo ap kasay hain?

Re: Timepaas

**mere sar pe ole Tikne ke nahiiN…safaa-chaT maidaan j Thehraa…kabhii baaloN kii khetii ugii hii nahiiN :smiley:

maiN alhamdolillah zindah huN…aap sunaaiye aaj kitnii “achchhii” haiN? :cb:**

Re: Timepaas

mai to roz hi bohat achhi hoti hai :blush:

and im sorry for your hair loss :naak:

Re: Timepaas

**loss kaisaa? are baba kabhii khetii ugii hii nahiiN…paidaaishii safa_chaT maidaan e Panipat hai :slight_smile:

aaj kia banaayaa khaayaa aur khilaayaa? i hope it wasn’t adh-maraa amreekan desi murGha :D**

Re: Timepaas

LOL nahi aj mane kuch nahi banya… my dad is begging me to make rus malaye.. lakin mai nai bana rahi.. ziyda hi free horhy hain :honh:

Re: Timepaas

hayeN? :o ab abbu kii Khidmat kar ke sawaab e daarai’n Haasil kareN…vaise, did u mean ras-malaaii? u koi Halwaayin to nahiiN :smiley:

Re: Timepaas

nahi halwaye kaha.. hoti tokitna acha hota :blush:

Re: Timepaas

hehehe…Halwa puree roz khaatiiN aur amiN miThaaii :smiley: aaj maiN ne home-made chinese food khaayaa :smiley:

Re: Timepaas

Nice nice.. kis nay banya tha aur kya banaya tha?

Re: Timepaas


*Bhabhi ne...are koi Khaas nahiiN vohii basic...fried rice, chicken balls and veggie rolls :) i ONLY like home made chinese...i do NOT trust chinese from the real chinese restaurants. *

Re: Timepaas

Rus malai. :yummy:

Re: Timepaas

Pharrka di? :@:

Re: Timepaas

:waves: :salam:

Re: Timepaas

w.slam…sadkay jaon hath hilanay wala kaka aj phir a gaya :omg: