Re: Timepaas
5/8 larrki ka qad munasib hai…kya khwaja sra wali height honi chahiye thi ![]()
Re: Timepaas
5/8 larrki ka qad munasib hai…kya khwaja sra wali height honi chahiye thi ![]()
Re: Timepaas
… ye kya bad’duwa dey di aap ney ![]()
Re: Timepaas
aap ka bill ata hay ![]()
Jite rahien khush rahien
kese hain aap
bass just normal
haan mujhe pata hay k u sb se achi ho ![]()
mujhe rone ki awaz nai a rahi zara oncvhi awaz se roaooo :sid:
Jiti rahien khush rahien
ye lain 2 le lain aap
![]()
wese sb ko bye bye kyo karwana hay aap ne ![]()
Re: Timepaas
Aap kehti heiN to maan letey heiN…khush? ![]()
Re: Timepaas
han thorri der k liye rakhe thay,koi phenke huey samajh k le gaya ![]()
Re: Timepaas
mere hath main dard hai to shayad ye kaka meri help kar de ![]()
Re: Timepaas
Ley ke gaya tha lekin phir waapis pheiNk gaya … itney puraaney hathyaar rakhey huwey the aap ney ![]()
Wesey Muskaan ko koi sadqa dena chahiye… baal baal bach gai ![]()
Re: Timepaas
khush to main tab hongi jab apni adhi jayedaad mere naam karenge
ab itni si bat pe khush kese ![]()
Re: Timepaas
Aadhi kiuN? Poori kar deta hooN… aek “puraani jeans aur guitar” hey merey paas … merey guzarney ke baad aap ley lijeeye ga ![]()
Re: Timepaas
hath mai kyo dard hay
kai kesi ko 2-4 hath laga tu nai diye ![]()
Re: Timepaas
don’t get jealous,antiques thay wo
shukar to mujhe b karna chahiye k kisi bat pe tappi nai ![]()
Re: Timepaas
ye bata k meri maloomaat main izafa kia ya pooch k apna waqt barbaad ![]()
Re: Timepaas
ye saraaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa kuch to mere pas already hai,guitar k ilawa ![]()
Re: Timepaas
mera khayaal hey ke doosri waali baat hi ziaada durust hey
…
Re: Timepaas
g,g ap ki tashreef aweri se pehle barra dhoya,ab ye na poochna kis kis ko ![]()
Re: Timepaas
Chalye puraani jeans aur guitar beich kar aek nai jeans ley lijeeye ga ![]()
Re: Timepaas
ghar ke saarey meiley kaprrey ![]()
Re: Timepaas
waqt he barbaad karna tha toh subha swere he yahan a jate…ham log b koi PHD nai ker rhe ![]()
Re: Timepaas
acha nai pochta aap khud e bata do
![]()