Re: Timepaas
Ziaada khush hone ki zaroorat nahi hey…ye aap ke leeye nahi tha :nono:
Re: Timepaas
Ziaada khush hone ki zaroorat nahi hey…ye aap ke leeye nahi tha :nono:
Re: Timepaas
Breaking news hey ye? ![]()
Re: Timepaas
koi bat nai,musalmaan msalmaan apas main bhai bhai hain ![]()
Re: Timepaas
ap bas baten kia karo us din sadaf ka ishara u ki taraf he hoga ![]()
Re: Timepaas
han breaking news hai un k liye jo mujhe larrka samajh rhe thay ![]()
Re: Timepaas
konsa ishara???
Re: Timepaas
Filhaal un meiN sey yahaN koi nahi hey…to aap ki breaking news zaya gai ![]()
Re: Timepaas
har thread me bolne ka muqabla
![]()
Re: Timepaas
nahi zaya gai..meri baqi batain to aqwal-e-zareen hoti hain ![]()
Re: Timepaas
Shazia ji aaj aap ki likhi hui hey Muskaan ke haathoN ![]()
Re: Timepaas
Ye aalam … khush-fehmi ka…deikha na jaaey … ![]()
Re: Timepaas
haaaaaaaaaaaaaaaaw mujhe nai pata tha k itne naik khyalat hain logon k mere bare main…main dukhi ho gai:(
Re: Timepaas
meri kisi k hathon nai likhi gai
sirf ooper wala he hai jo in masoomon ki duain sun le ![]()
Re: Timepaas
ye khush fehmi hai
mene apni bongion ki taraf ishara kia tha ![]()
Re: Timepaas
Awwww… aap to senti ho gaieN Shazia ji ![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
dukh me u ko bhook lagti hai shazia baji kuch kha lain ja ke or motti gugloo hojayn ![]()
beizzti ki baat ke the ![]()
Re: Timepaas
MeiN ney bhi ![]()
Re: Timepaas
kese hain bhai ap koi new rone wala design sikhayn ![]()
Re: Timepaas
jiti raho khush raho
main bas theak e hon
u kesi ho
kal rone ka design sikhaoon ga ![]()