Timepaas

Re: Timepaas

Middle East waley to becharey baarish aur barf sirf TV par hi deikhtey heiN :teary1:

Re: Timepaas

"is basti ke koochay" Yeh kaya naam hai :(

Re: Timepaas

Becharay :naak:

Re: Timepaas

To yuN kahiye na ke aap fan heiN hamaari :snooty:

Re: Timepaas

suno sabki,karo mann ki :snooty:

Re: Timepaas

ye “mann” kon hey? :konfused:

Re: Timepaas

Ye to jiiaa bataeiN gi :)

Re: Timepaas

han han fan hun..roz ap ki foto bister k neeche rakh k soti hun or subha bister uthate huay ammi ka dhyan parr jaye to phentti khati hun :omg:

Re: Timepaas

Ye to ghar ghar ki kahaani hey …har taraf pankhey lagey huwey heiN hamaarey… lekin hum ney garoor nahi kia kabhi :snooty:

Re: Timepaas

meri pupho k bhanje k bhateje k khaloo k saalay k malik makaan k kiraye dar k dukandaar ka gahak :omg:

Re: Timepaas

I see…ye wohi gahak hey na jo udhaar samaan leta hey? :hmmm:

Re: Timepaas

kese ghor karen gay,mar to mujhe parrti hai :snooty:

Re: Timepaas

han wohi,jo udhaar le kar defaulter ho k nas jata hai :omg:

Re: Timepaas

ab fans ko itna kasht to utthaana parrta hey na :bummer:

Re: Timepaas

han sahi,uthana parrta hai “kaka” jis din uski mama kahin chali jain :cb:

Re: Timepaas

**shazia baji **
:crying: :crying:
:crying: ___/:crying:

:crying: ________:crying:
:crying: :crying:

Re: Timepaas

main sadke,mera hans mukh bacha a gaya :smilestar: tumhara rona to sada he maan nai tha to aj phool bana dia :kursi:

Re: Timepaas

Muskaan bachey how are you???? And congraz...aap to chaa gai ho :)

Re: Timepaas

meri choti sey behna pe itna zulm… Shazia ji kuch khaof kareiN Khuda ka… Zulm had sey barrhta hey to mitt jaata hey :nono:

Re: Timepaas

kahan chaa gai hai???tnay din bad dekha hai per phir wohi roni soorat :(