Timepaas

Re: Timepaas

jee nai 2 saal main MBA, 2 saal main MSC economics (abi pehla saal chal raha hai)

aur 1 saal wala program abi nai bata sakti. wo doa karain Allah meri madad karay to inshAllah mera pora irada hai us ka :slight_smile: