Re: Timepaas
koshish kar ke dekh lein
mere pe asar nai hona ![]()
Re: Timepaas
koshish kar ke dekh lein
mere pe asar nai hona ![]()
Re: Timepaas
Acha.. what makes u happy lil one?
Re: Timepaas
Muskaan…where have you been for so long??? Koi kheir na khabar…not fair :nono:
Re: Timepaas
Wo order per ronay gayee thee… Pakistan main zardari ko ro ro ker kursi say bhagga rahi thee… thora rest shest kernay ka moqa do issay
Re: Timepaas
make up kerna hai,sath walon ki shadi hai per menu anda nai ![]()
Re: Timepaas
khana peena ![]()
u ne ask nai kia na
![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
ye lain Makhi woh b roasted specialy for u
![]()
Re: Timepaas
main sirf leg piece khaoo ga
baqi aap kha lo ![]()
PS:- ![]()
kesi ho
bukhar kesa hay
hand kesa hay
sar kesa hay
Re: Timepaas
mein to poori kha leti hoon ![]()
me masoom hoon
![]()
bukhar hand sar 3no kharab hain ![]()
u kese hain ?
Re: Timepaas
oh paen a gay…thehrain main zara phulon ki patian le aon…gulqand banane k liye ![]()
Re: Timepaas
end main kya falastini likh di chanda ![]()
Re: Timepaas
gamla nai sath lana mere bhai ki abhi shadi b honi hai ![]()
jee kese lagi ![]()
Re: Timepaas
Muskaan :@:
Re: Timepaas
Jiti raho khush raho
pir ye khud kha lo main kal kha lon ga cz main ne abi burger khaya hay ar us se pehle main ne chocolate chake piya tha ![]()
kyo abi tak kyo theak nai howe ![]()
main theak ALLAH ka sukar hay
aaj kal phool zaida nai hote ![]()
PS:-
kesi hain aap
Re: Timepaas
oh ap b a gay…bohat miss kar rhe thay sab ap ko :no:
Re: Timepaas
[quote=“_Masoom_Muskaan”]
gamla nai sath lana mere bhai ki abhi shadi b honi hai ![]()
mujhe pehle he pata hai,itni science daan na bano ![]()
Re: Timepaas
nai hotay hain paen agar ap apne thakarr se ilaqe se bahar a k daikhain to ![]()
w.slam main allhamdolillah fit n fine ![]()
Re: Timepaas
jee bhai
![]()
Re: Timepaas
bach jao Amal yahan b wohi shakal ![]()