Timepaas

Re: Timepaas

oh achchhaa...to ab mujhe ek ghanTe kii baat jaldi jaldii kar ke 5 min meN sunaanii paRegii? aisaa kareN me ko Fast Forward kar kar ke sun leN :D

Re: Timepaas

chalo sharoo ho jaao fatafat ;)

Re: Timepaas

han ji...maiN blah blah blah....uske ba'd some more blah blah blah...aur phir ek round aur blah blah blah kaa :D did u like my extempore narration of blah blah blah? :)

Re: Timepaas

:waves: :salam: :waves:

Re: Timepaas

Jo oper quote kiye hain wo mazeed post karne k laiye khatam ho ge the :smilestar:

Re: Timepaas

U know what blah blah blah and blah blah blah :mocking:

Re: Timepaas

Walaikum assalaam and shab bakhair :yawn:

Re: Timepaas

Shab bakhair and good marrninng from me. :chai:

Re: Timepaas

**u won coz ur emoti is cute…ab maiN chalaa sone pe sohaagaa karne…nindiyaa raanii bulaaying ishaare se :slight_smile: unkii na sunii to kal saaraa din lahraauuNgaa to log kaheNge Mr. Hashmat, P.K. aaye haiN aur maiN kahuuNgaa:

mujhe dunyaa waalo, sharaabii na samjho!
maiN peetaa nahiiN huN, pilaayii gaii hai!!! :smiley:

Allah Haafiz :)**

Re: Timepaas

JIti rahien khush rahien
:sleep: Shab-ba-kher

Re: Timepaas

ab he gay hain to chaye shaye p k jain :hehe:

Re: Timepaas

w.slam,
jite rhen,khush rhain :yahoo: aj phir jeet gai :cb:

Re: Timepaas

to nai naqal mar k adhi likhni thi na :cb:

Re: Timepaas

shaba khair…united of heaven main raat ho gai???mene to suna tha jannat main raat nai hoti :cb:

Re: Timepaas

Aap toh :chai: petee nahin. :naraz:

Re: Timepaas

App b jiti rahien khush rahien
Mubarak ho aap ko yet another time jeetne per :@:

kesi hain aap

Re: Timepaas

mai tu :chai: pi laita hon
aap ne mujhe paish e nai ki :naraz:

Re: Timepaas

Aap ka kiya, :chai: kee dawat dee toh poori patelee pee jao gey. :nahi:

Re: Timepaas

ab aap chote bhai k laiye itna kaam b nai kar sakte :naraz:

Re: Timepaas

aj to wakaye he time pass nhe ho rha :frusty: