Timepaas

Re: Timepaas

han mere khyal main agar princess zinda hai to saans or kaam dono kerti hai :cb:

Re: Timepaas

:no:
mai achi princess hoon…subah 7 se shaam 8 tuk kerti hoon kaam :@:

Re: Timepaas

:waves:
:wsalam:

Re: Timepaas

To fulltime worker and part-time princess :cb:

Re: Timepaas

jee nai..princess bhi ful ltime :emmy:

Re: Timepaas

**salaam…

…nahiiN, PRINCESS without a PRINCE! :D**

Re: Timepaas

:smilestar: aaj tomorrow ho gaya hai :emmy:
u ko kuch kaam kerna thaaaaaaaaaaaaaaaaaaa :asa:

Re: Timepaas

awww kitna cute hai jo hath hila rha hai :@: kya mujhe 1 din k liye mil sakta hai,mene is k sath foto banwa k i.d pe lagani hai :cb:

Re: Timepaas

:nahi: woh mera pet hai..aur dosron ko kat ta hai :@:

Re: Timepaas

time to go :waves:

take care all of u

mauqa mila tou phir aongi :waves:

iss princess ko duaon mai yaad rakhiyega aap sub :@:

fe aman Allah :waves:

Re: Timepaas

koi bat nai,main pets ko barra acha deal kerti hun :@: to phir main intezar karun kya :cb:

Re: Timepaas

inshallah surely v will…or usay to chorr jao :cb:

Re: Timepaas

Khalil bhai :wsalam:

mizaaj bakheir??? :slight_smile:

Re: Timepaas

salam :@:

Re: Timepaas

Walaikum assalaam :@: jeetay rahein khush rahein :D

Re: Timepaas

:Princeali: Koi hey???

Re: Timepaas

han ji...salaam...aaiye aaiye janaab :) chai pijiye...samose khaaiye aur koi Ghazal sunaaiye :)

Re: Timepaas

Chai aur samose to meiN kha pi looN ga, lekin ghazal aap ko sunaani ho gi :)

Re: Timepaas


to iskaa matbal yeh huaa k maHfil jamne se qabl hii barKhaast ho jaayegii! :D

Re: Timepaas

Ji, ab agar aap hum pe karam na farmana chaheiN, to shaed yehi ho :(