Re: Timepaas
Bohat pehley dhanak pe aek sheir likha tha meiN ney:
Re: Timepaas
Bohat pehley dhanak pe aek sheir likha tha meiN ney:
Re: Timepaas
islamabad aaj shaak 5 baje k qareeb
outside my office ![]()
Re: Timepaas
BOhat Khoobsat ![]()
Re: Timepaas
Thanx IS ![]()
Re: Timepaas
Welcome ![]()
Re: Timepaas
wah kya baat hai. :k:
Re: Timepaas
I posted a poem in Shora-e-gupshup…have a look at it ![]()
Re: Timepaas
Thanx ehsan bhai
… wesey aap bhi kabhi kabahi Shora-e-Gupshup ka chakkar laga liya kareiN…daakhla muft hey ![]()
Re: Timepaas
going to poet 2
Restored attachments:

Re: Timepaas
wao rainbow is v clear per keecharr :omg:
Re: Timepaas
i know about waha k keechar ![]()
Re: Timepaas
good..is ka matlab ap pehle se chupe rustam hain ![]()
Re: Timepaas
ab sab ko to na batain meri rehaish ka,werna main…mashoor ho jaon gi ![]()
Re: Timepaas
main ne tu kai pe b naam nai liya
bas samjdaroo k liaye ishara e kafi hota hay ar ishara aap ne khud diya hay keechar ka bata k ![]()
Re: Timepaas
Shaer to nahi … lekin jaraaseem to maojood heiN na ![]()
Re: Timepaas
sukar hay mere sare jaraseeem mar ge shaeri k ![]()
Re: Timepaas
han han cheecha watni chak 37 gaaf bay main barra keecharr hai ![]()
Re: Timepaas
lakin lagta hai ab ye jaraseem barre ho k poore gs ko apni zad main lene wale hain ![]()
Re: Timepaas
barri bat hai k sirf jaraseem mare or ap bach gay ![]()
Re: Timepaas
time time ki baat hey, merey bhi mar gaey the aek waqt meiN, lekin phir zinda ho gaey..inka chalta rehta hey…on/off ![]()