Timepaas

Re: Timepaas

Aaj ki taaza khabar thi :cb:

Re: Timepaas

Ye khabar Geo pe bhi aaey gi???? :)

Re: Timepaas

Geo ziyaada na dekhnaa chahaiye...varna...vo bhi saraapaa aKhbaar ho jaayegaa :D

Re: Timepaas

nahiN abhi itni famous nahiN huwi :-d

Re: Timepaas

Khalil bhai aap zinda heiN abhi? :cb:

Re: Timepaas

Nahi hueiN to ho jaeiN gi...Geo hey na :D

Re: Timepaas

As a Poetessss :rotfl:

Re: Timepaas

wohi na…isi leeye meiN soch raha hooN ke aap sey abhi autograph ley looN, kal aap ke paas waqt ho na ho… :slight_smile:

Re: Timepaas

Kal hum hoN na hoN :bummer:

Re: Timepaas

Zahir hey, phir to aap nagar, nagar, TV, TV ghoomeiN gi, phir GS kahaN aur hum kahaN??? :teary1:

Re: Timepaas

Khayaali Palaao buhat ho gaya :-p

Re: Timepaas

Khayali nahi...asli hey.... :)

Re: Timepaas

Filhal tou bohat door hay :-)

Re: Timepaas

MeiN door-been sey deikh raha hooN...mujhey to paas hi nazar aa raha hey :D

Re: Timepaas

meri aankheiN samundar haiN,mera Lehja hay baarish sa
magar kaanTe hi kaanTe haiN zubaaN ki aakhri had tak
mohabbat k saheefoN meiN likhi hay daataaN meri
hua mera zeyaaN iss meiN, ziyaaN ki aakhri had tak

Re: Timepaas

doorbeen tou assli leiN, ye kya bachoN wala khilona :-p

Re: Timepaas

slam all :blush:

Re: Timepaas

kisay dekh rhe hain :@: zada paass na jana,chapairr b perr sakti hai :cb:

Re: Timepaas

wsalaam:) blush kyu horahi ho? zaroor kuch naughty kaam kia hai:rolleyes:

Re: Timepaas

:salam2:

and
i am back to islamabad

ALLAH HAFIZ
:waves: