Timepaas

Re: Timepaas

us ney study jo nahi ki thi....ab aur kya karta... study na karney pe choclates to deney sey raha

Re: Timepaas

aap b jiti rahien khush rahien
aap ko Jeeet mubarak ho :@:

Dua daine main first number per ai hain wo :smiley:

Re: Timepaas

:wsalam: jiti rahien khush rahien

main nai daantta MUS MUS ko :@: main tu acha bhai ho na :@:
PS:- :salam:
kesi hian aap :slight_smile:

:wsalam: jite rahien khush rahien
Ji main ALLAH ka sukar hay aap lougoo ki duain theak thaak hon :slight_smile: ar mere sath sath islamabad ka mosem b bohat e acha hay last 2-3 days se :@:
aap kese hain

Re: Timepaas

u ko paratha milna b nai :@:

Re: Timepaas

^ Abhi wo aa gai to bas phir sey rim’jhim shuru :cb:

Re: Timepaas

aaaj tu wese e rim jim ho rahi hay islamanad main :@:

Re: Timepaas

^ Lucky you…hum to bas baarish ka naam hi suntey heiN ab :teary1:

Re: Timepaas

yaha per b kabi arse k baad hoi hay liken bohat thori si :@:

Re: Timepaas

Don’t tell me ke Islamabad meiN barish nahi hoti :nono:

Re: Timepaas

ab zaida nai hoti
cz trees hi khatam kar diye ge hain islamabad main ab bohat kam hain trees islamabad main :@:

Re: Timepaas

bachpan se shoq tha kele khane ki race jeetun toh bas wo :omg:

Re: Timepaas

slam all :blush:

Re: Timepaas

:cb:

Re: Timepaas

imran paen or Amal,ap to waqi time pass ker rhe hain :omg: lagta hai shaam k akhbar pe discussion chal rhi hai :cb:

Re: Timepaas

w.slam,
koi naya intekhab nazar nai a raha…kahin shehar main pahiya jaam harrtaal to nai ho gai jo waleedu baba bason k peeche se qoute kerne se mehroom ho gaya :omg:

Re: Timepaas

salaam yaa ahl-al-Timepass :D

Re: Timepaas

Wassalaam timepass logo :hehe:

Re: Timepaas

**lo ji, ab to ham hii **“timepass” ho gaye…:D…ham to “time-piece” hii achchhe lagte haiN :omg:

Re: Timepaas

aap se bara koii piece bhi hai :x2:

Re: Timepaas

haaN saHeeH! poore paune teen sau pound ka :omg: