Re: Timepaas
Yehi life hey aur yehi dunya…so utaar aatey heiN aur so charrhaao…aap abhi sey thak gaey heiN Arif bhai? Faiz sahab ka misra bhool gaey heiN aap shaed: ***“Tum dil ko sambhaalo jis meiN abhi…so tarha ke nashtar tooteiN ge” … ***Zidagi sey badla lena ka behtareen tareeqa pata kya hey? Jeeye jaao ![]()
**