Timepaas

Re: Timepaas

kal se tabii’at Kharaab hai…aaj Ghalatii kii subHo meN job pe chalaa gayaa magar jaldi hii vaapas aanaa paRaa…flue ke virus kii dum [tail] ne meri gardan jakRii huii hai…satyaanaas ho iskaa :frowning: