Re: Timepaas
yeh aanewaalaa Hello hai yaa jaane waalaa bye bye? angrejji meN yehi to mushkil hai…na aane ka pata chale na jaane kaa…ghaRii na ho to banda salaam bhii na kar sake aur subHo huii nahiiN k haaye ahaye {Hi Hi} chaaloo aur Gham [gum] khaan elagte haiN…iimaan se dil karing k angrejji ko goli maar duun … DhishoooNNNNNNN DhishooooNNNNNNN…lagii to nai u ko? ![]()