Timepaas

Re: Timepaas

hmmm…kiuN nahiiN? ek roTii aur do boTii kaa sahaaraa ho to banda istri ke liye istri kiuN nahiiN kar saktaa…laaiye apne aur moHalle waaloN ke kapRe…aaj maiN yeh kaam bhii kar ke dikhaa detaa huN…isii bahaane maiN do chaar Ghazlen hii kah luuNgaa :omg: :smiley: