Timepaas

Re: Timepaas

sorry paen don’t speak in punjabi with me,i don’t understand :omg:

Re: Timepaas

is main itna hasne wali kon si baat hay :hoonh:

Re: Timepaas

U r welcome :vivo:

:stuck_out_tongue: :vivo:
:is:

Re: Timepaas

kiunke mujhe ati hai :barbie:

Re: Timepaas

assalaamo alaikum...kaise mizaaj haiN sabhi ke?

Re: Timepaas

kaya ati hay :eek:

:wsalam:
jite rahien khush rahien
kese hain aap
main theak thaak ALLAH ka sukar hay

Re: Timepaas

mubarak ho :crying:

Re: Timepaas

Asslam o alykum... koi hay?

Re: Timepaas

wa'laikum assalaam...ji ji...banda e naa_cheez Haazir-e-Khidmat hai...chai piyengii?

Re: Timepaas

Nahi chai hum nahi peetay.. sharbat-e-sandal... hazir kiya jayee

Re: Timepaas

**
aaaaaaawwwwwww aapke kia kahne…nawaabii daur kii nishaanii :omg:

sharbat e sandal to nahiiN hai…sorry…kia sharbat e zukaam chalegaa? :omg:**

Re: Timepaas

Kabhi hum aapko pilayeengay Ilaichi, badaam aur khushkhush ka sharbat... aap ko waqayee nawabi doar yaad aa jayega... have u ever tried a sharbat called 'Maa'aaz Thaa'dul' ... its awesome... yahan Mrs Agha main milta hay..

Re: Timepaas

:naak: salam

Re: Timepaas

W assalam jeeti raho shab... kaisi hu kahan hu?

Re: Timepaas


**
inshaa Allah, hameN intizaar rahegaa...waqa'ii zabardast hogaa...

nahiiN, maiN ne to kabhii nahiiN piyaa...iA agli baar jab jaauuNgaa Mrs. AGha to le aauUngaa :). phooloN kee pattiyoN aur seeds se banaa huaa ek aur sharbat bahot piyaa hai jise ham log "ThanDaii" kahte haiN...bahooot raaHat baKhsh hotaa hai yeh mashroob aur yeh mausam e sarmaa meN be_Had pasand kiyaa jaataa hai.**

Re: Timepaas

^ it is similar to Thaa'dul... lekin Thaa'dul ki baat aur he hay...

Re: Timepaas

mai to bohat hi sick ho :naak: ..

ap kasi hain.. ?

Re: Timepaas

Aww get well soon... am good...

Re: Timepaas

**
oh oh…kia huaa shab? Allah seHat e aajila o kaamila de…aameen…take a lot of rest and plenty of fluids and no medications except tylenol if its cold/flu :)**

Re: Timepaas


**
oh achchaa...haN ji kia kahne...

...ham log do aur sharbat piyaa karte the. pata nahiiN k aap logoN ke ilaaqe men yeh raa'ij thaa yaa nahiiN:

  1. talKha [grounded rice crispie with millk/water [50-50], kevRaa, sugar]
  2. sattoo/setvaa [chana, barley, wheat aur sorghum? ke aaTe se banaayaa jaataa hai]**