Re: Timepaas
aur us ke baad ultiyaan
aam kaa season nahi hai Rusgullay baasi hain, mix mithai kaa dabba bachon ke pass hai ![]()
Re: Timepaas
aur us ke baad ultiyaan
aam kaa season nahi hai Rusgullay baasi hain, mix mithai kaa dabba bachon ke pass hai ![]()
Re: Timepaas
**
waah waah…ab hamaarii baatoN kaa toR shaa’irii se dene lagiiN…waah kuchh to Kharbooze ne rang pakRaa Kharboose ko dekh ke…vaise, aapkii baat bajaa hai magar donoN ke baGhair kaisa guzar? kaayenaat meeThe se aur tasveer se zan ke namak se rang…ab to inshaa Allah rang bhii luuNgaa aur zan bhii…du’aa kareN k yeh scene ho jald hii…mere dost yeh gaanaa gaayeN: yeh mere chacha jaan kii movie hai…dialogues and story unke the:
**
Re: Timepaas
Nikki nay yeh sub kuch parh liya toh khair nahin, eik lamba chaura PM mera metha kahnay per aa jaye ga. ![]()
Re: Timepaas
KKF pehlay parhaii to complete ker lo ![]()
Re: Timepaas
Nikki nay yeh sub kuch parh liya toh khair nahin, eik lamba chaura PM mera metha kahnay per aa jaye ga. :(
Health forum ki CM nazar to rakhini parti hai her eik per :D Bas abhi yeh posts pm kerti hoon usey taa key aap ki khabar ley :D
Re: Timepaas
Trouble maker. ![]()
Re: Timepaas
bijli naam mera
panga lena kaam mera ![]()
Re: Timepaas
Makes a note to put you on my ignore list. ![]()
Re: Timepaas
And that you cannot do mithaii kahaan se milay gi ![]()
Re: Timepaas
**
lo ji…ab aur kitnaa paRhuuNgaa? ab to aage koi degree bhi nahiiN…ab to din rata “taHqeeq” [research] meN lagaa rahtaa huN…itnii meHnat se to sab paRhaa aur ab u me ko phir se Ghalat raste par lagaa rahi haiN
**
Re: Timepaas
OK school time talk to u later peeplaan ![]()
Re: Timepaas
Behave in class, teacher say shikayat nahin aanee chahiye. ![]()
Re: Timepaas
time hee tu pass nahi hota :(
Re: Timepaas
**
hahaha…yeh bhii Khoob kahii…ma’zarat ke saath az rah e mizaah, agar buraa lage to dar guzar farmaaiyegaa…advance meN, i’m sorry!]…cchichhoraa pan chhoReN aur decent baneN to phir time hii time paas hogaa lol…merii taraH!
**
Re: Timepaas
**
class kii itnii jaldii kia hai? vahaN bhii to bench pe hii khaRii rahnaa hai…
**
Re: Timepaas
ajee qibla, jub hum decent ho jatey hain tu bhi logoon ko chain nahi, ager hum 6chorey ho jayte hain phir bbi logoon ko chan nahi.
jaeen tu jaeen kaaahn, samjhey ga, kaun yahaan, dard bharey, dil ki zubaan…jaaaeen tu jaeen kaaaahn
Re: Timepaas
**
ahaa…mazaa aa gayaa…sach farmaayaa…jaayeN to jaayeN kahaN…dard bharii dil kii zabaan…waah…bahot Khoob…
…Theek hai, aaiye phir chalte haiN koocha e jaanaaN meN ![]()
ham se ooNchii hai abhooot koocha-e-jaanaaN kii zameeN
vahaN pahoNchtii hai kabhii aawaaz hamaarii k nahiiN
phir na pyaasa hii palaT jaaye deevaana dil kaa
ham jise khel samajhte the aanaa dil kaa
****ab yeh jaanaa k ise kahte haiN jaanaa dil kaa
enjoy this clip:****
Re: Timepaas
** ahaa...mazaa aa gayaa...sach farmaayaa...jaayeN to jaayeN kahaN...dard bharii dil kii zabaan...waah...bahot Khoob...
...Theek hai, aaiye phir chalte haiN koocha e jaanaaN meN :)**
Koocha-e-janaan ka hee tu roog laga hai, jub sai waahaan sai dhakkey kha ker nikaley gaeey hain. Aaap hameen phir uss sung-dil ke taraf lai ja rahey hain ..... :(
Re: Timepaas
Koocha-e-janaan ka hee tu roog laga hai, jub sai waahaan sai dhakkey kha ker nikaley gaeey hain. Aaap hameen phir uss sung-dil ke taraf lai ja rahey hain ..... :(
**
ari waah...aap to hamaare koocha nasheen nikle...han maiN bhii:
baRe be-aabroo ho kar unke kooche se ham nikle!
ab to sirf is ummeed pe jeete haiN k shaayad kabii: .......usii kaafir pe dam nikle!
welcome to the side gali from "koocha e jaanaaN" :D**
Re: Timepaas
** ari waah...aap to hamaare koocha nasheen nikle...han maiN bhii:
baRe be-aabroo ho kar unke kooche se ham nikle!
ab to sirf is ummeed pe jeete haiN k shaayad kabii: .......usii kaafir pe dam nikle!
welcome to the side gali from "koocha e jaanaaN" :D**
bus Khalil bhai, kahaan tak sunoo gai, kahaan tak sunaeen, hazaroon haaain shikway, kia kia bataeen ....