Timepaas

Re: Timepaas

han i know what you mean...meri bat ho rhi hai :@:

Re: Timepaas

mera din kafi hectic tha :( sir mai dard horha .. aj mane diet start ki to shaied bhook say horha :(

Re: Timepaas

mujhe pata hai k ap bohat achi hain,ab agay :cb:

Re: Timepaas

is kaay agay to bus acha hi acha hai :smiley:

Re: Timepaas


**
aaaaaaaaaaaaaawwwwwwww...are baba diet kii kia zaroorat aan paRii? achchhaa to kia kar Daalaa aaj jo din hectic thaa? dard e sar ke liye koi davaaii li? aaaaawwww bhook lagii hai to khaa leN na...maiN ne aapke haath ke bane pakwaan dekhe the ek baar GS par...maashaa Allah bahooot achchhaa banaatii haiN...bas khaanoN kii soorat dekhii thii seerat ka pata nahiiN...chakhaa jo nahiiN thaa lol...to ab aap kuchh khaa leN...:)**

Re: Timepaas

subha uthi
walk ki
bfast kia
kaam par jatay huy papa ki dawaye pic ki
phir kam par itna busy uf tubha.. felt like shooting my self on head
phir ghar aye
aur tv dekha
ab idhar
aur mere khanoo ki seerat bhi achi hoti :blush:

Re: Timepaas

**
oh oh…aaj to aap ne na sirf apne kaam kaaj kiye bal k abbu ke bhii kaam kiye…yeh to sawaab kaa kama hai…inshaa Allah unkii du’aaoN ke nateeje meN zaindagii mazeed Khushgawaar guzregii, iA.

seerat to chakh kar hii pataa chalegii…aisaa kijiye mujhe saare pakwaan kii ek ek plate email kar dijiye…uske ba’d apnii expert raaye duuNgaa iA :slight_smile: hehe**

Re: Timepaas

ap k agay shayad acha ho per mere agay to garri hai filhal :p

Re: Timepaas

nice sharing :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

:hehe: thanks :chai:

Re: Timepaas

kiska???chai ka???no need to thank,ap apna cup sath lai thin :blush:

Re: Timepaas

Mein nay iss ko poetry day di thi :barbie: Waleed uss poetry ko yahan bhi post kar daina :sunnyboy:

Meri to tum say kub baat hoi :konfused: Bhai tumhara cell number kia hay :stuck_out_tongue:
Tumhari aadut gai naheen abhi tuk Cell number dainay key :smack2:
Lagta hay kuch kar wa he kar dum loo gaiy :omg:

Gheebat ziyada bara gunah hay :fraudia: phaiproon key khair hay, sara din busses ka dhuwan bhi to peetay hain :cobra:

Re: Timepaas

:fatee: bhai kaheen aur inform nah kar daina meri aamud ka :fatee:
:omg:

Re: Timepaas

:salam: Subah subah :chai: ho jaye.

Re: Timepaas

:wsalam: jite rahien khush rahien
kese hain aap
main tu nashta kar k aya hon
moli wala parhata ar chai :yummy:

Re: Timepaas

kiun polse k pakarrne ka khatra hai :omg:

Re: Timepaas

no thanx…mujhe doctor ne mana kia hua hai :blush:

Re: Timepaas

:salam2: :chai:

Re: Timepaas

wa'laikum assalaam and shab ba Khair :)

Re: Timepaas

drive kartay huwy gupshuping… :nono: chalo dehan say chalao gari :thapar: