Timepaas

Re: Timepaas

mai tu hameesha se poetry mai e rehta hon cafe ko chorh k :bulsh:

Jite rahien khush rahien
is umer mai huqa e acha sathi hota hay :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

meri jawani per tunz ker rahey ho. :hehe:

Re: Timepaas

ALLAH toooba meri aisi majaaal :naraz:

Re: Timepaas

Wese aap ko mubarak ho
Pakistan ka test 3 din mai khatam howa ar PAKISTAN HARA b nai :eek:

Re: Timepaas

Salam Ehl-e-GS

Re: Timepaas

Wa Alykum Assalaam Sheal saheba. khush amdeed, pakheir ragley, ji aaya nooN, ehlan wa'sehlan, welcome... waghera, waghera :)

Re: Timepaas

:wsalam:
jiti rahien khush rahien
kesi hain aap

Re: Timepaas

aray aray itna warm welcome :P

IS Allah ka shuker hai ap sunaiN kaisay haiN

Re: Timepaas

Mosam sard hey na, warm welcome acha hota hey :)

Re: Timepaas

Amal are u using the same yahoo id?

Re: Timepaas

salaam :chai: kasay hain sub ?

Re: Timepaas

Ji...wohi hey

Re: Timepaas

Look guys, who has just walked in… :slight_smile: tame lab gaya aap ko?

Re: Timepaas

Shab aap ney to bas jhakawa hi karwaya tha bas :(

Re: Timepaas

kaun si hai, humein bhi tau bata deejeey Mohtaram :D

Re: Timepaas

assalaamo alaikum...kia Haal haiN? kia ho rahaa hai? chai paanii kaa ma'qool intizaam hai yaa nahiiN? Huqqa kaa bhi intizaam hai? seekH kabaab aur paraaThe bhii munaasib raheNge. :)

Re: Timepaas

Walaikum Assalam ...
Aap ko kisi ne galat address diya hai yeh Poetry forum hai Restaurant nahe ... :D

Re: Timepaas

Arif :omg:

Re: Timepaas

^ baja irshad farmaya!

Re: Timepaas

LarkoN ko meiN apna email address nahi deta. Ye merey osooloN ke khilaaf hey :snooty: