Timepaas

Re: Timepaas

Wah ji wah, yahaaN to muft meiN giyaan bat raha hey… KKF zindabaad :d6c:

**UZ, **kuch palley bhi parra ya nahi? :smiley:

Re: Timepaas

Lagta hay saray 'wailay', read: (farigh log) idher he aatay hain...

Re: Timepaas

^ matlb aap b in WAILAY logoo mai shamil hain :D

Re: Timepaas

Shukriya Wailli jee ... :D

Re: Timepaas

^ Kuch aisa he maloom perdta hay...

Re: Timepaas

Mera shak ab yakeen mein badalta ja raha hai aap ko dekh kar ... :D

Re: Timepaas

Kyun Kyun?

Re: Timepaas

Kyon ke aap ne khud hi saabit kar diya ke aap Wailli hain ... :D

Re: Timepaas

Nahi tu, hum tu multi-tasking ker rahay hain :)

Re: Timepaas

Yani gupshup ke saath kuch kha pi rahi hoN gi aap :D

BTW... good to see you here fara :)

Re: Timepaas

Ji nahi, hum nokri ker rahay hain... aur peena pilana humara shugal nahi hay!

Good to see you back too

Re: Timepaas

Peeney, pilaaney ki kon baat kar raha hey, :ast: hum to khaaney, khilaney ki baat kar rahey heiN :slight_smile:

Re: Timepaas

OOoppsss... nazar kamzoor hu gayee hay meri...

Re: Timepaas

koi baat nahi, barrey barrey shehroN meiN aesi chotti, chotti baateiN hoti rehti heiN :D

Re: Timepaas

Aahoo ji!

Re: Timepaas

:salam: lougoo

Re: Timepaas

W assalam wr wb

Re: Timepaas

Jiti rahien khush rahien :-)

Re: Timepaas

main pehlay bhi aata tha, aap hee nahin thay yahan. :naraz:

Re: Timepaas

:wsalam:

:cobra: