Re: Timepaas
kuch b nahi hua ![]()
how r u bhai , musafir was asking u ![]()
Re: Timepaas
kuch b nahi hua ![]()
how r u bhai , musafir was asking u ![]()
Re: Timepaas
I was just checking musafir's profile... abhi thakan utri nahi? :)
Re: Timepaas
itna musafir na banao ,kahin ghse me a kar wo apni id na badal le ![]()
Re: Timepaas
Hmmm...ye bhi sahi hey ... tabaiyatan kesa paay aap ney musaafir ko? :)
Re: Timepaas
MashaAllah se very well now :)
Re: Timepaas
Alhamdolillah :)
Re: Timepaas
To tashreef ka tokra yahaN kab aa raha hey? Bata dijeeye ta ke lights waghera lagwa deiN aur red carpet bhi bhichwa deiN :)
Re: Timepaas
ye to ab apka kam hai bhai...me ne nai kahna apko hi himmat karni pare gi :P
Re: Timepaas
Acha, to chalo yuNhi sahi...hum hi koshish kar ke deikhtey heiN...lekin aap tthorra sa ground bana dena please :)
Re: Timepaas
acha theek hai :)
Re: Timepaas
[quote=“_Masoom_Muskaan”]
samne wale me na lagana us me pani nai hai:omg:
bohat cheeti ho mera bacha…jeeti raho ![]()
Re: Timepaas
nhi mujhe ground bana nhi ata,han mitti ka bhaoo billa bana leti hun ![]()
Re: Timepaas
acha theek hai :)
han ye wala munh waqi theek hai :p
Re: Timepaas
paen ap he bar timepass mai entry mar dete hain halanke itni zabardast poetry ko bait bazi mai hona chahiye…ye the Awain show hai ![]()
Re: Timepaas
![]()
ghalti ho gai jee ![]()
Re: Timepaas
jab 10 bar yad karwa dun to phir b ghalti???or jab chand kara dun to apni ammi ko sath kiun le ati ho ![]()
Re: Timepaas
Yeh subah subah roany waley phir aa gaye. ![]()
Re: Timepaas
![]()
Lagata hay black caps ka match daikh kar aa rahay hain ![]()
Re: Timepaas
We will win 6/0 ![]()
Re: Timepaas
aap ne ban nahi kia tha na us din ab bhugtein mujhe ![]()