Re: Timepaas
haN na, saHeeH farmaayaa...to, aap apnii chaandii kii Khilaal le aayiiN talwar kii jagah pe? maiN to le aayaa apni Khilaal :) :D
khilal?
Re: Timepaas
haN na, saHeeH farmaayaa...to, aap apnii chaandii kii Khilaal le aayiiN talwar kii jagah pe? maiN to le aayaa apni Khilaal :) :D
khilal?
Re: Timepaas
Jesey hi aap ney irshaad farmaya, bas usi waqt aamad ho gai ![]()
Re: Timepaas
khilal?
*Khilaal talwaar numa chaandii kii tooth pick hotii hai jise pahle ke zamaanoN meN log apnii gardanoN se dhaage emN baandh kar laTkaaye rakhte the taa k ba waqt-e-zaroorat kaam aave...its urdu for toothpick :) *
Re: Timepaas
***Khalil bhai,
agar aap apni jumla masroofiaat meiN sey apna kuch qeemti waqt **TasveereiN Bolti Hein* ko bhi dey dia kareiN, to ye bani-nao insaan par aap ka aek ehsaan-e-azeem ho ga. Umeed hey aap shukriye ka maoqa zaroor marhamat farmaeiN ge :)**
Re: Timepaas
mai nhi mati itni patey ki bat kerne mai to zamane lag jate hain:smilestar:
Re: Timepaas
*Khilaal talwaar numa chaandii kii tooth pick hotii hai jise pahle ke zamaanoN meN log apnii gardanoN se dhaage emN baandh kar laTkaaye rakhte the taa k ba waqt-e-zaroorat kaam aave...its urdu for toothpick :) *
zabardast Khalil g,bas mujhe apni student bana lain aj se:)
Re: Timepaas
Re: Timepaas
***Khalil bhai,
agar aap apni jumla masroofiaat meiN sey apna kuch qeemti waqt **TasveereiN Bolti Hein* ko bhi dey dia kareiN, to ye bani-nao insaan par aap ka aek ehsaan-e-azeem ho ga. Umeed hey aap shukriye ka maoqa zaroor marhamat farmaeiN ge :)**
**
lol @ banii noo'-e-insaan hahaha...iA, zaroor Haazir huNgaa...maiN vaise pahle bhii Haazir huaa thaa aur kuchh panne siyaah bhii kiye the lol...naii pic koii lagaaii?
**
zabardast Khalil g,bas mujhe apni student bana lain aj se:)
**
lo ji, kar lo baataaN! maiN Khud tifl-e-maktab-e-urdu huN...maiN en apne vaalid buzurgwaar marHoom ko dekhaa kartaa thaa Khilaal laTkaaye huye is liye jaantaa thaa...varna, maiN kahaN jaan saktaa thaa :D**
Re: Timepaas
don’t b cheetah…i already have posted ![]()
Re: Timepaas
**
lo ji, kar lo baataaN! maiN Khud tifl-e-maktab-e-urdu huN...maiN en apne vaalid buzurgwaar marHoom ko dekhaa kartaa thaa Khilaal laTkaaye huye is liye jaantaa thaa...varna, maiN kahaN jaan saktaa thaa :D**
[/QUOTE]
ab ap qasr-e-nafsi se kam le rhe hain...ban jaein mere teacher...achi urdu seekh li to lathe ka suit or khussa pakka :D
Re: Timepaas
**
kasr-e-nafsii nahiiN…nafs men hii kasar kar Daali…vaise…laTThe kaa paijaama aur kaaTh ka kurtaa pahen kar qasam se “kaaTh kaa ulloo” laguuNgaa…
**
Re: Timepaas
nhi lagen ge kath ka ullu…jo asli ullu lagte hain wo kese pehan lete hain bhalla ![]()
Re: Timepaas
ji haN, shaayad na laguuN kiuN k maiN to “amrikan ulloo” huN…the “wise owl” ![]()
Re: Timepaas
mene ab ap ko ustaad maan lia hai so ab her bat mai han mai han nhi mila sakti ![]()
Re: Timepaas
ok tab Theek hai…aap “na meN haaN aur haaN meN na aur na meN na” milaayeN ![]()
Re: Timepaas
bas ker dain ustaad-e-mohtaram,mei apni asliat pe nhi ana chahti ![]()
Re: Timepaas
bauhat sanaata hai. ![]()
Re: Timepaas
nhi to…mai a gai ![]()
Re: Timepaas
Azeezaan-e-man, aadaab :)
Re: Timepaas
walaikum adaab ![]()