Re: Timepaas
Chalo yeh fakhta na sahi aman ki assha sahi..
Re: Timepaas
Chalo yeh fakhta na sahi aman ki assha sahi..
Re: Timepaas
han ye theek hai…ab neeche likh dain manjanib meer khalil-ur-rehman trust ![]()
Re: Timepaas
Acha bus ziyada nahi tapatay inko… yeh na hu phir rooth jayain… inki aadat hay rooth janay ki..
Re: Timepaas
koi hai
Re: Timepaas
han hai par rounii bachchiyoN ke liye nahiiN hai koi ![]()
Re: Timepaas
acha ![]()
Re: Timepaas
**
abhii tum ro baiTh kar…maiN 3 ghanTe ke ba’d iA lauT kar tumhaaraa Haal poochuuNgaa…maiN abhi apne bhateeje ko lene dusre shahr jaa rahaa huN…Happy Crying
have fun…koi rone kii sur-taal taiyaar kar lenaa
hehe**
Re: Timepaas
** abhii tum ro baiTh kar...maiN 3 ghanTe ke ba'd iA lauT kar tumhaaraa Haal poochuuNgaa...maiN abhi apne bhateeje ko lene dusre shahr jaa rahaa huN...Happy Crying :) have fun...koi rone kii sur-taal taiyaar kar lenaa :) hehe**
have a safe journey :)
Re: Timepaas
Meidaan-e-jang barra shaant nazar aa raha hey :D
Re: Timepaas
***Aaj toot kar us ki yaad aayi tau yeh ehsaas huwa
Uttar jayain jo dil mein bhulaaye nahe jaatay ...
Re: Timepaas
**Arif bhai **lagta hey Bait Bazi ka chakkar meiN ye sheir idhar post kar gaey :)
Re: Timepaas
have a safe journey :)
thankoo...i'm back...it was fun to drive haha...500 kms!
Re: Timepaas
kinki adat hai roothne ki…mai bhool gai :hide:
Re: Timepaas
kiunke abhi mene entry nhi mari ![]()
Re: Timepaas
soch samajh kar entry maarye ga...yahaaN bohat khoon'khuwaar jang'ju apney johar aazma rahey heiN :)
Re: Timepaas
paen ye shaer bait bazi mai post karain…yahan to jang-o-jadal chal rhi hai ![]()
Re: Timepaas
koi bat nhi chachu mai iss kaam mai barri sher hun ![]()
Re: Timepaas
Aap sher ho? I thought aap sherni ho :D
Re: Timepaas
**
haN na, saHeeH farmaayaa…to, aap apnii chaandii kii Khilaal le aayiiN talwar kii jagah pe? maiN to le aayaa apni Khilaal
:D**
Re: Timepaas
sachi batao ye joke kitne din mai tyar kiya ![]()