Timepaas

Re: Timepaas

yeh lain karwi si chai :D

Re: Timepaas

Koi nahi hai shukar hai :crying:

Re: Timepaas

Yaar MM kiya hugaya? Itna na roya kero... please... ankhain dukh jayeengi.... shabash... kal say hasnay wali smiley lagana... naam dekho ar apnay kaam dekho.... lol

Re: Timepaas

Shukar hai ye sirf smily hai rone wali :crying:

Re: Timepaas

Yaani aap such much main nahi roti? Chalo kam say kam yeh aik acha kaam kerti hoo... Hasaa bola kero bachi abhi tumharay hasnay bolnay k din hain :)

Re: Timepaas

mene mazaq nhi kia,Muskan mujhe budha ker de gi…chahe ye masoom b hai :aj:

Re: Timepaas

Farah Bhabhi aur MM welcome...malai waali chai piyengi yaa sirf malai khaayeNgi? :)

Re: Timepaas

sirf malayi and paratha...

Re: Timepaas

mera bacha rone or smily k spelling to rala lo pehle :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

waah…ok abhii Haazir kartaa huN…zaraa gaaye ko pakaR kar laauuN…subHo se Ghaayab hai…na jaane kahaN gaii…lagta hai Dating pe gai to kia :omg:

Re: Timepaas

plz ye offer mujhe maar dain,mujhe malai barri pasand hai:)

Re: Timepaas

la-hoala-wala-qat... aisi bayhooda gayeee ki malayee ni khani mujhay... lol

Re: Timepaas

Aajao meri teraf ghar kay makhan walay parathay aur kashmiri chai pilati hoon...

Re: Timepaas

kon kha rha hai…adhe ghantte may 30 kg wazan barrhane ka mashwera :cb:

Re: Timepaas

yaar itta bhee na daraoo… 2 kg bolo t dil bhee manta hay…

Re: Timepaas

na karain Fara,aik to paratha or makhan ooper se itne pyar se offer...plz meri tabiat kharab ho jaye gi...

Re: Timepaas

Kyun yaar iss main tabiyat ki kharabi kahan say aa gayee... hum t kashmiri hain... acha acha khana aur khilana hamara mehboob mashghala hay... lol

Re: Timepaas

dil to or b bohat kuch kerne pe manta hai...jese chatt pe charrh k chalang lagana :p

Re: Timepaas

mujhe chai without suger and malai :crying:

Re: Timepaas

oh really...