Timepaas

Re: Timepaas

:salam2:

Re: Timepaas

wa'laikum assalaam wa raHmatullah wa brakaatahoo, dozaKhul Haraam jannat ul maqaaam :)

Re: Timepaas

thank you fakhtaa khan

lolzz

Re: Timepaas

**
mashaa Allah Khaala numa bachchii to achchhii hai lol…ab thake hoN an hoN mujhe to rona aa hii gayaa hahaha**

hayeN? baal bhii safed? ahaaN…chaleN, baaloN kii sevaiyaaN banaa lijiyegaa :smiley:

Re: Timepaas

wah bohat akheer shayeri ker di…ab isay kisi akhbar mai chapwain :cb:

Re: Timepaas

[quote=“Khalil KhaaN FaaKhta, post:10, topic:235263”]

**
mashaa Allah Khaala numa bachchii to achchhii hai lol…ab thake hoN an hoN mujhe to rona aa hii gayaa hahaha**

kon khala numa bachi???mai???nhi mai bachi nhi,sach much khala hun apne bhanji bhanjion ki :barbie:

Re: Timepaas

Azeezaan-e-man.... koi hey????? :)

Re: Timepaas

abhi sey budhi naa ho jao :naak: Budhay to hona hi hai

Re: Timepaas

yeh kiss nay awaz dee. :cobra:

Re: Timepaas

:chilly: aziaza

Re: Timepaas

ham hain yahaan per :chai:

Re: Timepaas

assalaamo alaikum...kaise haiN log?

Re: Timepaas

Walaikum Assalaam
achay hain log

Re: Timepaas

han maiN ne kab kaha k yahaN ke log bure haiN...achchhe hii hoNge...ab bataaiye k mizaaj e giraamii kaise haiN? :)

Re: Timepaas

aur mein ney kab yeh kaha ke ham buray hain :konfused: Mazaaj mein bohat tezi hai subh utthtay hi blade khaaye hain :hehe:

Re: Timepaas

**
waah waah…kia kahne aapke naashte kaa…ab to aaplo saabut mooli khaanii chaahiye…andar jaa kar aapke blades use chop chop kar deNge…slicer/dicer is now fitted in u :slight_smile: mubaarkaaN :)**

Re: Timepaas

mooli :eek: nahi koii achi cheez do naashtay ke liye :chai:

Re: Timepaas

hehe…ok…to, karela kaisa rahegaa vo bhii neem chaRhaa? haha :smiley:

Re: Timepaas

:chai:

Re: Timepaas

**
to ab naashte ke ba’d kia karela flavored chai pee rahii haiN? ham ko ek aadhii cup saadii chai mil sakti hai?** :frowning: